Har Dil Jo Pyar Karega

Har Dil Jo Pyar Karega Lyrics

A Decade of Love  by Kaushik Deshpande, Pamela Jain

Song  ·  6:04  ·  Hindi

(P) 2010 Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.

Har Dil Jo Pyar Karega Lyrics

use hansana bhee hoga, use rona bhee hoga
use paanaa bhee hoga, use khona bhee hoga
subah shaam tanhai mein aahen bharegaa
har dil jo pyaar karega

use hansana bhee hoga, use rona bhee hoga
use paanaa bhee hoga, use khona bhee hoga
subah shaam tanhai mein aahen bharegaa
har dil jo pyaar karega

palkon ke mahake ghar mein ye, sapnaa ban ke palata hai
iski paagal dhadkan pe, jor koyi kahaan chalta hai
use jagana bhee hoga, use sona bhee hoga
use jeenaa bhee hoga, zahar peenaa bhee hoga
kisi ke haseen chehare pe, vo to maregaa
har dil jo pyaar karega

de ke chain kisi ko bechaini kyon letaa hai
ye aisa deewaanaa hai, jo ishq mein jaan bhee detaa hai
use kehna bhee hoga, chup rahana bhee hoga
use dard-e-judaai, yahan sahanaa bhi hoga
lakh jhukaae koyi, vo naa jhukegaa
har dil jo pyaar karega

Writer(s): Anu Malik
Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from A Decade of Love

Loading

You Might Like

Loading


FAQs for Har Dil Jo Pyar Karega