Aisi Mili Nigahen (From "Daraar") Lyrics
Aise mili nigahe parde ki oot se
Aise mili nigahe parde ki oot se
Dil ho gaya hai ghayal
Dil ho gaya hai ghayal
Aanhko ki chot se
Aise mili nigahe parde ki oot se
Aise mili nigahe parde ki oot se
Dil ho gaya hai ghayal
Ha ho gaya hai ghayal
Aanhko ki chot se
Nazuk sa ek ishara kya kam kar gaya
Bejaan dhadkano me wo jan bhar gaya
Tum mano ya an mano mujhe etbar hai
Jise chot hamne samjha wohi to pyar hai
Sach hai ke ye hamari nazro ki bhul hai
Fir bhi ye chot dil ko haskar kabul hai
Sach hai ke ye hamari nazro ki bhul hai
Fir bhi ye chot dil ko haskar kabul hai
Haskar kabul hai
Aao karenge milke aankho ka shukhriya
Ik pal nahi jinhone ashiq bana diya
Han aise mili nigahe parde ki oot se
Dil ho gaya hai ghayal
Aanhko ki chot se
Ye hale dil tumhe mai kaise karu bayan
Bilkul nayi hai dunia ham aa gaye jahan
Ha is chot ka hua hai dekho to kya asar
Betab hai tamanna bechain hai nazar
Aye zakham dene wale dedo tumhi dawa
Marhum lagado ispe ab apne pyar ka
Aye zakham dene wale dedo tumhi dawa
Marhum lagado ispe ab apne pyar ka
Ab apne pyar ka
Kitna hai khubsurat chahat ka ye sitam
Dekho yahi dua hai ab dard ye na ho kam
Aise mili nigahe parde ki oot se
Dil ho gaya hai ghayal
Aanhko ki chot se
Han aise mili nigahe parde ki oot se
Lyrics powered by JioSaavn
More from Venus Compilation Songs
Loading
You Might Like
Loading
7m 37s · Hindi